Karhi Pakora.
You can cook Karhi Pakora using 29 ingredients and 16 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Karhi Pakora
- You need 4 tablespoon of Oil.
- Prepare 4 of small Onion (paste).
- It's 10-12 of piece Garlic (paste).
- Prepare Half teaspoon of Methi Dana.
- Prepare Half teaspoon of Zeera.
- Prepare 8-10 of Karhi patty.
- You need 3-6 of Red Gol pepper.
- You need 4-5 tablespoon of Gram flour.
- You need 250 gm of Yogurt.
- You need 3 kg of Water.
- It's of According to taste Salt.
- Prepare 1 & half tablespoon of Haldi.
- It's 1 tablespoon of red chilli powder.
- It's of For Baghar.
- It's of Oil.
- You need 3 of Red Gol pepper.
- You need 10-12 of Karhi patty.
- Prepare Half teaspoon of White zeera.
- It's 1 of Onion slices.
- It's of For Fritters.
- It's 200 gm of Gram flour.
- You need Half teaspoon of Red Chilli powder.
- It's Half teaspoon of Red Chilli flakes.
- It's Half teaspoon of salt.
- It's 2 pinch of Baking soda.
- Prepare Half teaspoon of white zeera.
- You need 4 of Onion small size chopped.
- It's 2 tablespoon of sabit dhaniya crushed.
- You need of Oil for fry.
Karhi Pakora step by step
- Onion aur garlic ka paste bana lijye,.
- Zeera, karhi patty, red Gol pepper, salt SB alag nikal ke rakh lijye.
- Red Chilli powder, salt, aur haldi ko thory sy Pani Mein mix kar ke paste bana ke rakh lijye.
- Oil garam Kar ke methi Dany dalen aur sth hai Zeera, karhi patty, red Gol paper, salt b add Kar ke karh'karhaen.
- Then chilli paste add Kar ke mix kijye, aur achi trhan bhunen.
- Then onion and garlic paste add Kar ke itna bhunen ke kachy pan ki smell khtm hojae, aur oil masaly sy alag hojae..
- Besan ko chan lijye, dahi ko phent lijye, phr phenti Hui dahi mein besan add Kar achi trhan mix kijye sth hai Pani b add ke Lein, taky besan aur Dahi achi trhan mix hojae.
- Dahi aur besan mix Kua hua bhunen huy masaly Mein add kijye, spoon chalty jaen, aur 3 litter water Kar ke mix kar lijye, aur tez anch py boil hony tak pkaen.
- Boil any lgy to flame slow Kar ke karhi ko pakny ke lie rakh dein, aur bich bich Mein chalaty rahen, jab karhi Pak Pak ke garhi hojae to chulhy Sy bta dein..
- Besan ko 2 hours pehly sy, sada phent ke rakh lijye.
- Karhi ready hojae to phenty huy besan Mein chopped onions, sabit dhaniya crushed, zeera, salt, red chilli flex, baking soda, add Kar ke mix kar lijye.
- Ab oil garam Kar ke pakorhy fry Kar lijye.
- Karhi Mein pakrhoy dal ke cover kar ke rakhen..
- Last mein baghar ke oil garam kijye, oil garam hojae to us Mein zeera, red Gol paper aur onion add kijye, onion light brown hojaen to karhi patty add Kar ke baghyr ready kar lein,.
- Aur karhi Mein baghar laga dein 🥰.
- Karhi Pakorha ready 😋😋😋😋😋.