The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide
Karhi Pakora.
You can cook Karhi Pakora using 24 ingredients and 13 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Karhi Pakora
You need 1/2 kg of Yogurt.
Prepare of (Katha krny ke liye 2 lemons ka juice mila dain).
Prepare 3 cup of Water.
Prepare 1/4 cup of Water.
It's 1-1/2 of Water.
Prepare 1 cup of Basin.
Prepare 3 tbsp of Oil.
You need 8-10 of Curry patta.
It's 2 tsp of Turmeric Powder.
It's To Taste of Salt.
Prepare 1-1/2 tbsp of Ginger Garlic Paste.
Prepare 1/2 tsp of Cumin Seeds.
It's 1-1/2 tbsp of Coriander powder.
Prepare 1 tbsp of Red Chilli Powder.
It's 1/4 cup of Coriander Leaves.
It's 2 of Green Chillies.
It's of For Tadka.
You need 1/4 cup of Oil.
Prepare 1 of Onion (Small and sliced).
Prepare 3 of Garlic Cloves.
You need 4-5 of Button Red Chillies (Sabu Lal mirch).
It's 1 tsp of Cumin Seeds.
You need 4-5 of Curry Patta.
It's of (I have already uploaded recipe of pakoras).
Karhi Pakora instructions
Ek frying pan mein besan daal kar isy khushboo anay tak bhoon lain aur thanda kar lain..
Ab ek bowl mein bhuna hua besan aur dahi daal kar achi tarah mix karein..
Thora Thora pani (1-1/2 cup) shamil karein aur smooth honay tak achi trh mix kar lain aur side par rakh dain..
Ab ek bartn mein curry patta, oil,zeera aur ginger garlic paste daal kar achi tarah mix kar lain medium flame py..
Ab is mein namak,lal mirch aur haldi powder daal dain aur achi trh mix kar lain..
1/4 cup paani dal kar mix krain aur 2 mint hony tak pkayen..
Ab is mein dahi wala mixture add kar dain aur mix krain..
Ab is mein 3 cups pani dalen achi tarah mix karein aur boil anay tak pkayen..
Ab isko dakan sy cover kar ke 1-1/2 hour tak slow flame par pkayen aur drmean mn chmcha hilaty rahen wqft wqfy sy..
Tadka banay ke liye 1/4 cup oil daalen aur us mn piyaz shamil kar dain aur clr change honay tak pkayen..
Ab lehsan daal kar fry karein..
Ab zeera,curry pattay, aur sabut lal mirch daal kar achi trah mix aur fry karein..
Pakory pehly he bana kar rakh lain. Pehly unko karhi mein daal kar dbo dain. Ab ooper sy yeh tarka daal dain aur green chillies aur hara daniya sy garnish kar lain..